Urdu poet
Khowaja Mir Dard Dehlvi
10 poems by Khowaja Mir Dard Dehlvi on Kamli.com.

Ghazals & Shayari
- Agar Yu Hi Yeh Dil Sa Tar Hai Ga
- Aziyat Koi Tere Gaam Ki Meray Ji Say Jati Hai
- Hai Galt Gar Guman May Khuch Hai
- Ham Tujh Se Kis Hawas Ki Falak Justaju Karen Dil Hi Nahin Raha Hai Jo Kuchh Arazu Karen Mit Jayain Ek An Main Kasarat Namayan Ham Aine Ke Samane A Kar Jo Hu Karen Tar-Damani Pe Sheikh Hamari Na Jaio Daman Nichor Den To Farishte Wazu Karen Sar Ta Qadam Zaban Hai Jun Shama Go Ke Ham Par Yai Kahan Majal Jo Kuchh Guftagu Karen Har Chand Aina Hun Par Itana Na Qabul Munh Pher Le Wo Jisake Mujhe Ru-Ba-Ru Karen Ne Gul Ko Hai Sabat Ne Ham Ko Aitabar Kis Bat Par Chaman Hawas-E-Rang-O-Bu Karen Hai Apani Yai Salah Ke Sab Zahidan-E-Shahar Aey "Dard" A Ke Bet-E-Dast-E-Sabu Karen
- Hum Wahishyo Ka Dil May Khuch Or Hi Umang Hai
- Mera Ji Hai Jab Tak Teri Justaju Hai Zaban Jab Talak Hai Yahi Guftagu Hai Khuda Jane Kya Hoga Anjam Is Ka Main Besabar Itana Hun Wo Tund Khu Hai Tamana Hai Teri Agar Hai Tamana Teri Arazu Hai, Agar Arazu Hai Kiya Sair Hamane Gulzar-E-Duniya Gul-E-Dosti Main Ajab Rang-O-Bu Hai Ganimat Hai Yai Did Wa Did-E-Yaran Jahan Mund Gayi Ankh, Main Hun Na Tu Hai Nazar Mere Dil Ki Pari "Dard" Kis Par Jidhar Dekhata Hun Wahi Ru-Ba-Ru Hai
- Qatlae Ashiq Kese Mashock Say Dard Na Tha
- Rondae Hai Naqshak Pa Ki Tarha Khalaq Yea Mujhae
- Wo Mo Kar Kahin Howa Ba Hajab Raat
- Yea Ishq Kay Perdae May Chupee Dil Shakne Hai