Joke
2 Rs Ki Bachat Ki Hai...
Leo haanp tay kaanp tay ghar pohncha aur apni baigum se kaha
main ne aaj poray 2 Rs ki bachat ki hai... tou leo ki baigum ne kaha
wo kaisay tou leo ne kaha main bus k peechay bhaagta huwa aaya hon
is tarha jo 2 Rs kerayee k lagtay wo bach gayee
baigum bolien k ahmaq taxi k peechay bhaag tay tou poray 15 Rs bach jaatay.