Joke
Khalish Bhai Aur Bhabi
Khalish Bhai aur Bhabi ki aapas mein larayi ho jati hai...
Khalish Bhai paper par likhtay hain k mujhay subha 7 baje jaga dena... yeh likh kar Woh so jatay hain.
Subha jab uthtay hain to 8 baj rahay hotay hai lekin Bhabi unn ko nahi jagateen.
Khalish Bhai ko gussa aata hai,lekin jab paper par nazar parti hai to paper par likha hota hai "7 baj gaye hain uth jao.