Joke

Surgeon Banney Ke Baad

Aik shakhs naya naya surgeon bana hota hai ...
Surgeon banney ke baad jab woh apna pehla Operation kar ke Operation theater se nikalta hai to kehta hai:

" Ya Allah Mera pehla Tohfa Qubool farma "