Joke
Aik Shayer [Poet ]
Aik shayer [poet ]aik shakhs ko maarney [ peetney] ki gharzsey haath main chharhi liay us kay peechhay bhag raha tha.rush ki wajah sey aglay aadmi ki raftaar kam ho gaee.aur shayer us tak pohnch gaya abhi maarney hi wala tha keh kisi ney us ka haath pakarh liya aur poochha kehkion marna chahtey ho issay to kehnay laga keh yeh shakhs
Apna shair suna kar bhaag gia haiaur mera nahi sunta