Joke

Mbbf...

aik admi nay doosray admi say poocha k tum kahan tak parhay hoay ho doosray admi nay kaha "MBBF tak" pehley nay poocha "is ka kiya matlab hai"? dossray na jawab diya "MATRIC BAAR BAAR FAIL".