Joke
Aik Aadmi Dosri Shaadi Karta Hai
aik aadmi dosri shaadi karta hai
aur iske pehle se 2 bachay hotay hain
aur jis aurat se shaadi karta hai uske bhi pehle se 2 bachay hotay hain
aur phir baad main in ke 2 bachay aur ho jatay hain
phir aik din begam apne shoher ko phone karti hain
aur kehti hain
sunain aapke bachay aur mere bachay mil ke
humare bachon ko maar rahe hain