Joke
Kia Kaar Mein Kharabi Hay
trafik k sipaahi ne aik choti s car atay daikhi,,,hairat ki baat ye thi k wo waqfay waqfay se kuch uper uth rahi thi,,,sipaahi ne car roki jisay aik bohat mota aadmi chala raha tha,aur us se poocha
"kia kaar mein kharabi hay?"
driver bola " je nahi der asal mujhay hichkiyan a rahi hein."
^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
aik aadmi ghabraaya hua police station per aaya inspector se bola.mujhay arrest ker lijiyay mein ne apni bivi k ser per laathi maari hayinspector: kia mer gai hay?aadmi: Nahin...! ab wo wohi laathi liyay mairay peechay a rahi hay.....