Joke
Judge Sahab Or Dentist
Aik judge sahab daaNt nikalwanay k liyeh dentist ki kursi par bai Thnay lagay to jaisay on hai N kuch yaad aayaa. fauran dentist say bolay:
Pahlay yeh halaf uThao k tum daaNt aur sirf daaNt nikalogay. daaNt k sewa kuch naheeN nikalogay.
Aik dentist ki car maiN kuch kharabi hogayee. aas pass koi mechanic naheeN thaa. khud hi plas lay kar aik nut kholnay k liyeh jhukay aur saath hi saath Bar baRa ay:
dekho bhai ... ghabraanaa naheeN.... thoRi see takleef to hogi lekin phir araam aajayega.