Ghazals & Shayari
Is Shahar-E-Kharbi Main Ghum-E-Ishq Ke Mare Zinda Hain Yahi Bat Bari Bat Hai Pyare Ye Hansta Hua Chand Ye Purnoor Sitare Tabinda-O-Painda Hain Zarro Ke Sahare Hasrat Hai Koi Guncha Humain Pyar Se Dekhe Arman Hai Koi Phool Humain Dil Se Pukare Har Subah Meri Subah Pe Roti Rahi Shabnam Har Rat Meri Rat Pe Hanste Rahe Tare Kuch Aur Bhi Hain Kam Humain Ai Gam-E-Jana Kab Tak Koi Uljhi Hoi Zulfoo Ko Sanware
Urdu poetry by Habib Jalib