Joke

(4) Rooz

Chaar (4) rooz ki musalsal bayhoshi k baad mareez ki aankh khuli tou apni chaheeti biwi ko serhaanay baithay dekh ker kaha :
"Khuda k leye ghar ja ker aaram kero baigam... Mayray saath tum kiun perayshaan ho rahe ho..."
"Mujhey maloom tha tum yehe kaho gay... Issi leye main chaar rooz k leye apnay maikay chali gae thee... Abhi wahein say aa rahe hoon..." Biwi nay muskura ker jawab deya...