Joke
Reshmaa Ka Mangetar
Reshmaa ka mangetar kafi arsey se Sharjah mein muqeem tha aur ab shadi karney Pakistan aa raha tha Reshma ne apni saheli Najma ko sharmaatey huye bataya ke "Amjad ne wahan sab ko bata rakha hai ke wo Pakistan ki sab se khoobsoorat larki se shadi karney ja raha hai"
iss par Najma ne hamdardaan lehjey mein kaha Aah itna arsa tum se mangani kiye rakhi uss ne aur ab shadi kisi aur se kar raha hai