Joke

Over Time

Machar ne ek aadmi ko DIN main kaat lia..
Aadmi ne kaha tum to raat main kaat-tay ho???

Machar ne jawab dia bas yaar ghar ke haalaat kharab hain is liye OVER time kar raha hoon