Pathan Joined The Army
Pathan joined the army and was given a gun
Sir is ki nali apni taraf karon k dushman ki taraf?
Mejor:kisi b taraf rakh lay faida mulak ka he hoga
Fun
439 clean jokes to share.
Pathan joined the army and was given a gun
Sir is ki nali apni taraf karon k dushman ki taraf?
Mejor:kisi b taraf rakh lay faida mulak ka he hoga
Wife: Main tumhari yaad mein 15 din mein hi aadhi ho gayi hun mujhe lene kab aa rahe ho?Husband: 15 din aur ruk jao...
Boy Friend:Main Tumharey Ghar Gaya Tha Mujhe Nahi Lagta Hamari Shadi Ho Paye Gi.
GirL Friend: Q Mere Papa SE MiLay Kiya ?
Boy Friend: Nahi Tumhari Bahen Se
Pathan : Amm ne ek aisa cheez banaya jis ki madad sey amm devaar k uss taraf dek sakta ay...
Angraiz : whats that man ....??
Pathan : Sooraakh.....!!!
Machar ne ek aadmi ko DIN main kaat lia..
Aadmi ne kaha tum to raat main kaat-tay ho???
Machar ne jawab dia bas yaar ghar ke haalaat kharab hain is liye OVER time kar raha hoon
Reshmaa ka mangetar kafi arsey se Sharjah mein muqeem tha aur ab shadi karney Pakistan aa raha tha Reshma ne apni saheli Najma ko sharmaatey huye bataya ke "Amjad ne wahan sab ko bata rakha hai ke wo Pakistan ki sab se khoobsoorat larki se shadi karney ja raha hai"
iss par Najma ne hamdardaan lehjey mein kaha Aah itna arsa tum se mangani kiye rakhi uss ne aur ab shadi kisi aur se kar raha hai
1 Memon larka aur Memon larki ko aik dusre se pyar ho gya.
1 din larki ne kaha k jab mera baap so jay ga to mai 1 sika phenku gi tum andar aa jana.
Rat ko larki ne sika phenka lekin larka sika phenkne k 1 ghante k bad aya
larki ne poocha k itni dair se kyon aye ho to bola.
wo mai sika dhoond raha tha mila hi nai
Larki boli pagal wo to mai ne dhaga bandh k phenka tha
Ek aadmi k pas jin tha
jin bola "Aaqa" mujhy koi huqm dain.
Aaqa replayed : Yaar mery ghar say Amrica tak aik Road banao.
Jin : Aaqa ye mushkil kaam hay resty hain darya atye hain pahar atye hain jungal aty hain abadiyan atye hain samundar bhi
ata hay Bohat mushkil hay kuch or huqam daein...
us bandy nay bohat soocha then he said Yaar meri B.V ko mera farmaberdaar bana day..
Jin foran bola "Road single banani hay ya double"
aik restaurant main khana khanay ke baad khan sahab ne Basin dhona shruu kardia
waiter ne dekha bhaag ke aya aur poocha,
khan sahab yeh aap kia kar rahe hain?
ooo yaaraa dikta nai ay?
likka wa hai wash basin
Ek Pathan ko Alladin ka chirag milta hai....... Jin pochta hy kia hukum hy mery akaa........... Pathan kehta hy 3 hukam han............1 aik bohat baraa bunglaa hoo............. 2 us my bohat sy loog rehty hoo.................3 waha per mujhy chokidar lugwa do
Air Hostess: Pathan se: Sir kia lena pasand karengey..?
Pathan: Mere lyie Taveez wala chai lao..
Air Hostess: Sir wo Taveez nahi Tea Bag Hai..!!
biwi=jao kitchen mein say flower wali plate le ker ao
shohar kitchen mein dhondta hoa wapis ata hayshohar=begam mujay nahin mili
biwi=mujhay pehlay hi pata tha kay tumhay nahin milay gi isi waja se mein pehlay hi utha lai thi
Aik shakhs naya naya surgeon bana hota hai ...
Surgeon banney ke baad jab woh apna pehla Operation kar ke Operation theater se nikalta hai to kehta hai:
" Ya Allah Mera pehla Tohfa Qubool farma "
Known Stranger G sotay waqt apnay saath
2 glass rakhtay hain...
1 mein paani aur 1 khaali.
Kyun???
socho-socho
think-think
kyuki pyas lag bhi sakti hai aur nahi bhi.
10 log 1 pathan ko maar rahe thay pir b woh hans raha tha
jab us say hansnay ki waja poche to bola
mai gul khan hon aur yeah log mujhay gulaab khan samajh k mar rahe hen
Sardar ji ko sotey howay macher tang ker rhy hotey hian
Sardar ji gussey main aa ker Zaher Pee letey hain or kehtey hian
Ao Salo abi tum sab k sab marogey
Aik dafa NOMI ko Ala deen ka chiragh mila...
usko malte hi jin bahar aaya aur poocha " hukum mere aaqa"
NOMI ne kaha muje kuch aisa banao jis ki sab ko zarorat ho...
jin ne ussay TOILET bana dia...
1st: Yar Main Apni Girl Friend Nu Ki GiFt Devaan
2nd: Diamond Da Haar De Dai
1st: Na
Koi Aise Cheez Das Jairi Os Nu Kadi Kisi Ney Na Diti Hoe
2nd : Phansi De Dai
bewi main mar jaoon gi, shohar main b mar jaoon ga
bewi main to bemar hoon tum kion maroo gaey,
shohar main itni khushi bardashat nahi kar sakta
Read This Paigam In Punjabi
DiL 20 13
80 20 Terey
Hor 10
Ki HaL a 13
ChaLo
G Ijazat 2
32 Bhujao
Or
100 Jao