Fun

Funny Jokes

439 clean jokes to share.

Santa

Santa:Train me raat bhar nind nhi aayi,upar ki seat mili thi, garmi bahut thi.Banta:To xchnge krna tha Santa:Kis se karta?Niche ki seat pe koi ayaa hi nahi.

Ustaad

Ustaad: Bete, aap jab hanste hen to aap ke dimples parte hen aap bohat ache lagte hen dil chahta he aap ko piyar karloon. Bacha: Sir, mujhse ziyada dimple to mere ammi ke parte hen......

Garmi Ka Aik Fayda Hai……

Garmi ka aik fayda hai……
Socho kia!
Kya soach rahay ho???
Bus aik hi fayda hai….!!
Thora aur socho..

Bas sardi nahi lagti hai.

Khalish Bhai Aur Bhabi

Khalish Bhai aur Bhabi ki aapas mein larayi ho jati hai...
Khalish Bhai paper par likhtay hain k mujhay subha 7 baje jaga dena... yeh likh kar Woh so jatay hain.
Subha jab uthtay hain to 8 baj rahay hotay hai lekin Bhabi unn ko nahi jagateen.
Khalish Bhai ko gussa aata hai,lekin jab paper par nazar parti hai to paper par likha hota hai "7 baj gaye hain uth jao.

Cycle Hit Lady Accidently

Owais on Cycle Hit Lady AccidentlyLady Says: "Break Nhi Mar Sakta Tha Kya...?Owais Replies: "Break Ka Kya Hai, Poori Cycle Mar Di.....

2 Rs Ki Bachat Ki Hai...

Leo haanp tay kaanp tay ghar pohncha aur apni baigum se kaha
main ne aaj poray 2 Rs ki bachat ki hai... tou leo ki baigum ne kaha
wo kaisay tou leo ne kaha main bus k peechay bhaagta huwa aaya hon
is tarha jo 2 Rs kerayee k lagtay wo bach gayee
baigum bolien k ahmaq taxi k peechay bhaag tay tou poray 15 Rs bach jaatay.

Apka Balance Na Kafi Hay.

EK pathan phone karta hay to awaz ati hay
Ye call milane k liye apka balance na kafi hay.
Pathan: koi baat nahi behen tum hum se baat karo itna hi kafi hay.

Pathaan Ki Mout

Aik pathaan ki mout bijli girney sey huelekin uss ki laash muskuraatey huey mili.
farishtey ney poocha k aisa kuin ?
Pathan bola: "mujhey laga k koi photo khench raha hai."

Shadi Ke Baad

Main Woh Nahin k ShaaDi Ho Aur BadaL Gaya,
MeRa WoHi MizaaJ Wohi Zauq Hoga,
ShaaDi Se PehLe Bhi Mjhe ShaaDi Ka ShaUq Hai,
ShaaDi k Baad Bhi Mjhe ShaaDi Ka ShaUq Hoga

"Please Insert Disc."

Sardaar Jee 2 hiS friend: "kal raat 3 ghanteY tak main ney aik english movie dekhi, uss mein na koi scene tha, na awaz"
Friend: "Movie ka naam kya tha?"

Sardaar Jee: "Please insert disc."

Ek Gadha

Ek Gadha: Yaar mera malik mujhe bahut maarta hai. Dusara Gadha: To tu bhag kyu nahi jata.
Pehla Gadha: Bhag to jata par yahan future bada bright hai …... malik ki khoobsurat beti jab shararat karti hai to malik kahta hai, “teri shadi gadhe se kar dunga… bas isi ummeed me baitha hoon…!!!

I Love Uoo...

Yaar sardar jee ...uss larki ka kya bana jiss sey tum pyar kartey thay....??
Sardar: yaar oh, mandi ee naheen ... main .. jedoun vee kehna waan k main tainoo pyaar karda haan ... tey aggon kaindi hay... I Love Uoo....!!
Hon mainoo samjh naeen aoundi .. k " Uoo" koun hay ....???

Honda

Aurat:doctor mera beta motor cycle se gir gaya hai
doctor i cant understand urdu,speak in english
Aurat:my londa gironda from hero honda

Electric Motor

In an Interview Interviwer :How does an electric motor run ? Sardar say,s Dhhhuuuuurrrrrrrrrrr
Interviwer shouts : stop it. Sardar : Dhhhuuurrrrrrr Dhup Dhup Dhup Dhup Dhup

Deikha!!!!

Maan baap apni iklauti aulaad ko parha likha ke bara aadmi banana chahtey they...jaisey hi nanhe ne bolna shuru kiya maan baap usko sikhne lagey bolo alif...hazaar jatan kiye...pur bacha alif na bol ke diya... kai master badle pur bacha alif na bol saka...yahan tak ke uskey chotey behan bhai school janey lagey...pur bara bhai wohi ka wohi...maan baap ko bohat fikar hoi ke iska baney ga kiya... akhir aik din chotey bhai ko parhatey parhatey master sab ne laalach diya beita bolo alif mithai miley gi...kafi koshish ke baad nanha bol para alif... lo ji master, kids n parents ki khushi ka koi thikaana na raha...master saab ke hawas jab qaboo mein aaye tau woh boley beita shabash ab bolo "bey" baita bola...deikha!!!! isi liye mein alif nahin bol raha thaa

Khwahish Batao

aik admi kisi tarah aik jin ko azaad karwa laita hai,to jin bolta hai bolo aakaa apni khwahish bolo mujhe hukm do mein kya karoon Aadmi sochta hai n den kehta hai k tum mere liye america tak aik lambi straight road banaao. Jin kehta hai aaka yeh mujhse nahi hoga darmayan mein jaanay kya kuch aata hai samandar paahar to yeh mujh se nahi hoga ! kOI AUR aik admi kisi tarah aik jin ko azaad karwa laita hai,to jin bolta hai bolo aakaa apni khwahish bolo mujhe hukm do mein kya karoon Aadmi sochta hai n den kehta hai k tum mere liye america tak aik lambi straight road banaao. Jin kehta hai aaka yeh mujhse nahi hoga darmayan mein jaanay kya kuch aata hai samandar paahar to yeh mujh se nahi hoga ! kOI AUR KHWAHISH BATAO Admi kehta hai k meri bivvi (wife) ko mera farmabardaar kardo ! Jin kehta hai aaka yeh batao road double banani hai ya singleAdmi kehta hai k meri bivvi (wife) ko mera farmabardaar kardo ! Jin kehta hai aaka yeh batao road double banani hai ya single

Is Duniya Ko Mita Dunga

Angry sardar:Oye mein is duniya ko mita dunga - mita dunga- mita dunga. Another sardar standing besides said mein tujhe rubber nahi dunga.

Break

Sardar on cycle hit lady accidently, lady says," break nahi mar sakta tha kya? Sardar replies "break ka kya hai, poori cycle to mar di....."

The Past Tense Of Think

Banta Singh finished his English exam and came out. His friends asked him how did he do his exam, for that he replied "Exam was okay, but for the past tense of THINK, I thought, thought, thought ... and at last wrote - THUNK !!!"